Website Kaise Banaye – Agar aapko online paise kamane me interest hai, ya fir aapko aapki khud ki website banana he to, mai aapko bataunga ki free website kaise banate he. Website banana bohot asaan hai. Aapko lagega sirf Gmail ID.
bina sim card ke whatsapp kaise chalaye
bina sim card ke whatsapp kaise chalaye
Step 1 - Chahiye ek Gmail Account
Hum Gmail ID ko use kar ke website banayenge, Blogger ye Google ka product hai, Blogger par hum free me website bana sakte hai. Sabse Pehle aapko lagega aapka Gmail ID.
Abhi aap www.blogger.com pe jaye.
Step 2 - Banayiye Blogger Account
Login karne ke bad aapko screen par New Blog button par click kare.
New Blog button par click karne ke bad agle screen par aapko website ka nam aur website ka address dalna hoga.
Website ka Title aur Website ka address dalne ke bad nich Create Blog button par click kare.
Internet se Paise Kaise Kamaye
Internet se Paise Kaise Kamaye
Step 3 - Add Kijiye New Post
Hamne abhi website ki link choose kar li he.
Hamari website abhi thodi hi der me ready ho jayegi.
Agle screen par New post par click kare.
Hume ab hamara Article dalna hai, Agle screen par aapka article likhe.
Article likhne ke bad Publish button par click kare.
Aapki website abhi ready hai.
Aap apni website abhi browser pe dekh sakte he, wo abhi publish ho gyi hai.
Agar aapko apne Website Ke Liye Free me Mobile App Banana Hai To ye Article Pdhiye.
Aap aapke website se paise bhi kama sakte hai –Click here Website se Paise Kaise Kamaye
No comments:
Post a Comment